agar aap ko apni hard disk ko 80gb karna hai to is tip per gor karain...
log kehete hain ke hard disk kholne ke baad koi sahee nahi karsakta ye baat bilkul galat hai kiun ke hardisk ke andar ko disk hoti hai woh bilkul aam cd ki tarah hoti hai itna to aap ko bhi pata hoga aam cds ko ham khula rakhta hai aur us main koi kharabi bhi nahi hoti .........ab main aap ko woh tareeqa bata ne jarahaa hoon jisse maine taqreeban dus bara harddisk ko 80gb karchuka hoon tosab se phele jaye kissi computer wale ki dukan main aur usse bole ke mujhe koi kharab 80gb hardisk dede woh aap ko 100 ya 50 rupay main hardisk dede ga ab aap apni 40gb harddisk ko khole bilkul prem se aur ander ki disk nikal kar sambhal kar rakhle kiun ke woh bhi bohat kaam main ayegi ab kharab 80gb dekhe hardisk kharab hone ki waja badsector jo usske ke uppar cell lage hotain hain usmain ate hai log samajh the hai ke hardisk ke andar jo disk hai woh kharab hogaye lekin nahi ....ab aap 80gb hardisk ko kholain aur usski disk apni 40gb harddisk main dalain bilkul prem se aur chala kay dekhe aur mujhe replay karain ke kessi lagi ye tip wese to ye bohat shandar tip hai lekin risk hai ........allah hafiz..
Live A-Z Mp3 Songs, Online Movies,
Live Chat
ShoutMix chat widget
More Discussion Visit Forum